Roman script

silli silli tapti raaton mein, jalta hoon main barsaaton mein

dooba dooba har pal, yaadon mein dil kya kare

apney mein hi khoya rehta hoon

kehna hai kuch kuch kehta hoon

pain ajab sa sehta hoon dil kay kare

ho aankhon aankhon mein ho, baaton baton mein

hole gaya koi ho, de gaya koi

salaame ishq ishq salaame ishq

din bhar kuch miss karta hoon

jaane kaisi khwaahish karta hoon

bheed mein tanha rehta, hoon dil kya kare

bhool gaya din saal mahina

january mein bhi aaye pasian

aata hai aaraam kahin na dil kya kare

ho aankhon aankhon mein ho, baaton baton mein

ho le gaya koi ho de gaya koi

salaame ishq ishq ishq salaame ishq

ho main jo baithoon ton baitha rahoon

der tak chal padoor toh main, chalta rahoon door tak

chaayi bekaraari udd gaye totey

hanss deta hoon rotey rotey

meomory mein koi jaagtey, sotey dil kya kar

ho aankhon aankhon mein ho, baaton baton mein

ho le gaya koi ho de gaya koi

salaame ishq ishq ishq salaame ishq

ho raastey bhool jaata, hoon mein kyon bhalla

bewajaah gungunaata, hoon main  kyon bhakka

nikloon main phatti jeans pehenke

shirt ke na hosh button ke, bajjte hain sab sur 

dhadkan ke dil kya kare

ho aamkhon aankhon mein ho, baaton baton mein

ho le gaya koi  ho de gaya koi

salaame ishq ishq ishq salaame ishq

salaame ishq ishq ishq salaame ishq

Explore this song