Roman script

sikandar ne porus se ki thi ladayi

jo ki thi ladayi, to main kya karun

jo kaurav ne pandav se ki hathapayi

jo ki hathapayi, to main kya karun

sikandar ne porus se ki thi ladayi

jo ki thi ladayi, to main kya karun

jo p u t put hai, to b u t but hai

zamane ka dastur kitna ulat hai

jo p u t put hai, to b u t but hai

zamane ka dastur kitna ulat hai

paddhate hain sab, mujhko ulti padhayi

hai ulti padhayi, to main kya karun

sikandar ne porus se ki thi ladayi

jo ki thi ladayi, to main kya karun

hai zahil ghasita, magar khaye halwa

ye har roz lute, mithayi ka jalwa

hai zahil ghasita, magar khaye halwa

ye har roz lute, mithayi ka jalwa

ye dudh mein pani, milata hai bhai

na aye malayi, to main kya karun

sikandar ne porus se ki thi ladayi

jo ki thi ladayi, to main kya karun

ye b a hai lekin chalaye ye thhela

ye m a hai lekin ye beche karela

ye b a hai lekin chalaye ye thhela

ye m a hai lekin ye beche karela

agar tin din se ye bhukha hai bhai

jo bhukha hai bhai, to main kya karun

sikandar ne porus se ki thi ladayi

jo ki thi ladayi, to main kya karun

Explore this song