Roman script

ai haseen ai haseen 

ai haseen ai haseen ai haseen dilnashi 

ai haseen ai haseen ai haseen dilnashi 

mere dil mein utar gaye tum

teri jaduyi najar ka hai aisa asar hosh hi ho gaye gum

ai jawan naujawan ai mere hamnawa

ai jawan naujawan ai mere hamnawa

mere dil mein utar gaye tum

teri jaduyi najar ka hai aisa asar hosh hi ho gaye gum

tere bin gujara ab nahi jina bhi gawara ab nahi

tere bin gujara ab nahi jina bhi gawara ab nahi 

dil tere hawale kar diya duja ka sahara ab nahi

ai haseen ai haseen ai haseen dilnashi

sahi nahi jati duriya thodi si hai majburiya 

sahi nahi jati duriya thodi si hai majburiya 

majburi na jan pe aa bane aisa hum na hone denge han

ai jawan naujawan ai mere hamnawa 

ai jawan naujawan ai mere hamnawa 

mere dil mein utar gaye tum

teri jaduyi najar ka hai aisa asar hosh hi ho gaye gum

Explore this song