Roman script

shyaam mori bindiya bikhar na jaaye 
shyaam mori bindiya bikhar na jaaye 
shyaam mori bindiya bikhar na jaaye 
hun hun hun hun main kar kar haari 
hun hun hun hun main kar kar haari 
tabahu taras na aaye 
mori bindiya bikhar na jaaye 
shyaam mori bindiya bikhar na jaaye
ek to mohe pawan sataaye
duje chandar lajaaye re 
ek to mohe pawan sataaye
duje chandar lajaaye re 
teeje dekh akeli mohe 
teeje dekh akeli mohe 
lat ulajhi suljhaaye 
mori bindiya bikhar na jaaye 
shyaam mori bindiya bikhar na jaaye
mori bindiya bikhar na jaaye 
jhanak gayi payaliya mori  
kar kangana khankaaye re 
jhanak gayi payaliya mori  
kar kangana khankaaye re 
baanh pakad ban maali mohe 
baanh pakad ban maali mohe 
barbas hiya liptaaye re 
bisar gayi main sudh tan man ki 
jyon madhav muskaaye 
mori bindiya bikhar na jaaye 
shyaam mori bindiya bikhar na jaaye
mori bindiya bikhar na jaaye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Rajkumari, Manna Dey