Roman script

shyam kaha soya tu, raam kaha soya tu

shyam kaha soya tu

prabhu main karu pukar, meri aur bhi nihar

prabhu main karu pukar, meri aur bhi nihar

dikh rahe nainan ke sare moti

aaj main bin neer ke hu roti

tum raghurai ho, mere tum sahaai ho

tum raghurai ho, mere tum sahaai ho

shyam kaha soya tu, raam kaha soya tu

kaahe tu roye sakhi re, dhir kyu khoye sakhi re

kaahe tu roye sakhi re, dhir kyu khoye sakhi re

sapno ka jivan hai sakhi, sudh na gawao

sapno ka jivan hai sakhi, sudh na gawao

sukh dukh ki ek ye kahani

aaho se ab mol chukao

tum raghurai ho, mere tum sahaai ho

tum raghurai ho, mere tum sahaai ho

shyam kaha soya tu, raam kaha soya tu

shyam kaha soya tu, raam kaha soya tu

Explore this song