Roman script

shukriya shukriya sun li tune dua 

shukriya shukriya sun li tune dua 

tune karm kiya 

mera dilbar sab ka sahara hua 

shukriya shukriya 

wo to apni jit me hai khoya 

maine use prit me piroya 

main hun nadiya wo hai dariya 

usi se hai mera jahan 

shukriya shukriya 

tu itni meharbani kar de 

mang wo meri bhar de 

wo hai mera piya mera saiyan 

wo hai mera aasman 

shukriya shukriya sun li tune dua 

tune karm kiya 

mera dilbar sab ka sahara hua 

shukriya shukriya

Explore this song