Roman script

shrdha rakho jagat ke logo apne dina nath me 

hamari jiwan martyu ab uske haat me 

marne vala hai bhagwan bachane vala hai bhagwan 

marne vala hai bhagwan bachane vala hai bhagwan 

bal na baka ho saka uska jiska rakshak nihal 

marne vala hai bhagwan bachane vala hai bhagwan 

tyag do rey khali phal ki asha svarth bina parit jodo 

kal kya hoga iski chinta jagat pita par chhod o

kya honi hai kya anhoni kya honi hai kya anhoni

sab ka usko gayan marne vala hai bhagwan 

bachane vala hai bhagwan marne vala hai bhagwan 

bachane vala hai bhagwan jal thal aagan akash pawan par

keval uski sata keval uski satta jal thal aagan akash pawan par

keval uski sata parbhu ichha ke bin 

yaha hil na sake ek patta hil na sake ek patta

usi ka socha yaha pe hoga usi ka socha yaha pe hoga 

uski shkati mahan marne vala hai bhagwan 

bachane vala hai bhagwan marne vala hai bhagwan 

bachane vala hai bhagwan bhagwan dayavan bhagwan dayavan 

bhagwan dayavan bhagwan dayavan marne vala hai bhagwan 

bachane vala hai bhagwan bhagwan dayavan bhagwan dayavan

Explore this song