Roman script

shor machaungi

shor machaungi

logo ko bataungi

dil mera tune churaya hain

mujhe prem ka rog lagaya hain

tune prem ka rog lagaya hain

ha shor machaunga

shor machaunga

logo ko bataunga

dil mera tune churaya hain

mujhe prem ka rog lagaya hain

tune prem ka rog lagaya hain

shor machaungi

pyar kiya to chhupana kya

bol de janejana

ab karega zamana kya

chhod daman bachana

kah rahi betaabi meri

dilruba chup rahna hain mushkil

haal kya hain jane tamanana

tujh se kuch bhi kahna hain mushkil

hosh udaunga

hosh udaunga

dard jagaunga

nazro se aashiq banaya hain 

mujhe prem ka rog lagaya hain

tune prem ka rog lagaya hain

shor machaungi

ek siwa tere janeman

yaad kuch bhi na aaye

ishq ka ye diwanapan

sari raina jagaye

ban gayi hu main to diwani

tune aisa jadu kiya hain

pyas meri dhadkan ko deke

chain mera tune liya hain

dur na jaungi

dur na jaungi

saanso me basaungi

tune tadapna sikhaya hain

mujhe prem ka rog lagaya hain

tune prem ka rog lagaya hain

ha shor machaunga

shor machaunga

logo ko bataunga

dil mera tune churaya hain

mujhe prem ka rog lagaya hain

tune prem ka rog lagaya hain

mujhe prem ka rog lagaya hain

tune prem ka rog lagaya hain

Explore this song