Roman script

are shola are shola are shola shola re 
are bhola are bhola are bhola bhola re 
are shola are shola are shola shola re 
are bhola are bhola are bhola bhola re 
hey bhadka di hai re mere jivan mein 
tune ye kaisi agan main kya karu re jalta raha hai 
mera bhi gora badan haye jal gaya main jal gaya 
haye jal gaya hey hey hey 
are shola are shola are shola shola re 
are bhola are bhola are bhola bhola re 
har machhali jaise paani maange ye husn maange jawani re 
tere liye hai tere liye hai meri to ye jindgani re 
are har machhali jaise paani maange ye husn maange jawani re 
are tere liye hai tere liye hai meri to ye jindgani re 
haye jal gaya main jal gaya haye jal gaya re 
are shola are shola are shola shola re 
are bhola are bhola are bhola bhola re 
mann ke sagar ka tu hai moti aankho ka tu to taara hai 
bachke rehna pyar ka dushman dekho jamaana saara hai 
haye mann ke sagar ka tu hai moti aankho ka tu to taara hai 
bachke rehna pyar ka dushman dekho jamaana saara hai 
haye dub gaya main dub gaya haye dub gaya re 
are shola are shola are shola shola re 
are bhola are bhola are bhola bhola re 
jitne bhi chaahe jaal bichhaye iska hai khud bhi to machhua re 
khargosh aage jitna bhi bhage aakhir mein jeete kachhua re 
jitne bhi chaahe jaal bichhaye iska hai khud bhi to machhua re 
khargosh aage jitna bhi bhage aakhir mein jeete kachhua re 
haye thak gaya haye thak gaya haye thak gaya re 
are shola are shola are shola shola re 
are bhola are bhola are bhola bhola re 
are shola are shola are shola shola re 
are bhola are bhola are bhola bhola re

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Bappi Lahiri, Usha Mangeshkar, Shailendra Singh