Roman script

hey hey ....

shola badan bhola sa mannn aankho mein itna apnapan - 2

aaise na tum taarif karo bas mein nahi dil ki dhadkan

tu hain mohabbat ki sargam ho ho tu hain mohabbat ki sargam

sach kehta hu teri kasam rehna hamesha saath mere

mera sahara tu hain sanam mera sahara tu hain sanam 

kitna pyara tu hain sanam sirf hamara tu hain sanam - 2

rehna hamesha saath mere

mera sahara tu hain sanam - 2

main hu teri tu hain mera yaad nahi kutch iske siwa - 2

teri khushi meri khushi tu hi toh hain meri duniya

pyar yu hi karna har dam ho pyar yu hi karna har dam 

chahe badal jaaye mausam rehna hamesha saath mere 

mera sahara tu hain sanam - 2

kitna pyara tu hain sanam sirf hamara tu hain sanam - 2

rehna hamesha saath mere 

mera sahara tu hain sanam - 2

Explore this song