Roman script

kya kaha tujhe main bhul jau

na tujhe yad karu na tujhe yad aau

shishi bhari gulab ki patthar pe tod du

shishi bhari gulab ki patthar pe tod du

teri gali na chhodu 

teri gali na chhodu duniya main chhod du

teri gali na chhodu duniya main chhod du

saanso ki dor se piya mala ka kaam du

saanso ki dor se piya mala ka kaam du

karke bahana ram ka 

karke bahana ram ka tera main naam lu

karke bahana ram ka tera main naam lu

shishi bhari gulab ki patthar pe tod du

prem hai ye koi khel nahi 

ye koi do dilo ka saiya mel nahi

prem hai ye koi khel nahi

yeh koi do dilo ka saiya mel nahi

jo kanta chhubha ho panv me du main nikal wo

jo kanta chhubha ho panv me du main nikal wo

kaise nikalu dil se main tere khayal ko

kaise nikalu dil se main tere khayal ko

bhula tu karake wade pipal ki chhav me

bhula tu karake wade pipal ki chhav me

tujhsa nahi hai koi 

tujhsa nahi hai koi harjayi ganv me

tujhsa nahi hai koi harjayi ganv me

shishi bhari gulab ki patthar pe tod du

chhod  de mera hath channa, na majak kare mere sath channa

chhod  de mera hath channa, na majak kare mere sath channa

main kaliya bhari bahar ki baago se noch lu

main kaliya bhari bahar ki baago se noch lu

phir ha karungi balama pehle main soch lu

phir ha karungi balama pehle main soch lu

dekha hasa diya tujhe o tange wale yar

dekha hasa diya tujhe o tange wale yar

rutha hua tha mahiya 

rutha hua tha mahiya maine mana liya

rutha hua tha mahiya maine mana liya

shishi bhari gulab ki patthar pe tod du

patthar pe tod du, patthar pe tod du

Explore this song