Roman script

shishe ka samundar paaniki diwarein

shishe ka samundar paaniki diwarein

maya hai bharam hain mahhonat ki duniya

iss duniya me jo bhi gaya woh to gaya

ho shishe ka samundar paaniki diwarein

maya hai bharam hain mahhonat ki duniya

iss duniya me jo bhi gaya woh to gaya

shishe ka samundar paaniki diwarein

baraf ki reton pe shararon ka thikana 

garam sehraaon main narmiyon ka fasaana 

yaado ha aaina uthta hai jahaan 

sach ki parchaaiyan har jagah aati hai nazar

soe ke hai badal pattharon ki baarish 

maaya hai bharam hain mahhonat ki duniya

iss duniya me jo bhi gaya woh to gaya

shishe ka samundar paaniki diwarein

dil ki is duniya mein sarhadein hoti hai

dard bhari aankhon mein raahatein soti hai 

jitne ehssas hain an bujhi pyaas hai

zindgi ka falsafa pyaar ki panahon mein chhupa 

dhoop ki hawaayein kaanton ke bageeche

maya hai bharam hai mahobbat ki duniya

iss duniya me jo bhi gaya woh to gaya

shishe ka samundar paaniki diwarein

Explore this song