Roman script

shisha ho ya dil ho shisha ho ya dil ho

aakhir tut jata hai tut jata hai tut jata hai

lab tak aate aate hatho se sagar chut jata hai 

chut jata hai chut jata hai

shisha ho ya dil ho aakhir tut jata hai

bafi bas arman nahi kuchh milna aasan nahi

duniya ki majburi hai phir taqdir jaruri hai

ye jo dushman hai aise dono razi ho kaise

ek ko manao to duja ruth jata hai 

ruth jata hai ruth jata hai

shisha ho ya dil ho aakhir tut jata hai

baithe the kinare pe maujo ke ishare pe 

baithe the kinare pe maujo ke ishare pe

ham khele tufano se is dil ke armano se

hamko ye malum na tha koyi sath nahi deta 

koyi sath nahi deta

majhi chhod jata hai saahil chut jata hai 

chut jata hai chut jata hai

shisha ho ya dil ho shisha ho ya dil ho

aakhir tut jata hai tut jata hai tut jata hai

shisha ho ya dil ho

duniya ek tamasha hai aasha aur nirasha hai

thode phul hai kante hai jo taqdir ne bante hain

apna apna hissa hai apna apna kissa hai

koi lut jata hai koi lut jata hai 

lut jata hai lut jata hai

shisha ho ya dil ho aakhir tut jata hai 

tut jata hai tut jata hai tut jata hai

lab tak aate aate hatho se sagar chhut jata hai 

chhut jata hai chut jata hai shisha ho ya dil ho

Explore this song