Roman script
shayad meri shadi ka khayal shayad meri shadi ka khayal dil me aaya hai isiliye mummy ne meri tumhe chay pe bulaya hai kya kaha phir se dohrana na shayad meri shadi ka khayal shayad meri shadi ka khayal dil me aaya hai isiliye mummy ne meri tumhe chay pe bulaya hai panchhi akela dekh mujhe ye jal bichaya hai panchhi akela dekh mujhe ye jal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chay pe bulaya hai kyu hai na, nahi nahi thik tum char baje ghar chale aana mera hath maang lena zara na sharmana thik tum char baje ghar chale aana mera hath maang lena zara na sharmana saat phere mere sang sapne dekh rahi ho khili hui dhup me tare dekh rahi ho are nahi nahi baba chay nahi pina, kyu kyu tauba meri tauba maf kar dena inhi adao par to haye apna dil aaya hai isiliye mummy ne meri tumhe chay pe bulaya hai panchhi akela dekh mujhe ye jal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chay pe bulaya hai dillagi na karo chhedo na hamko sanam haa kaho ghar chalo tumako meri qasam dillagi na karo chhedo na hamko sanam haa kaho ghar chalo tumako meri qasam janeman mana ham tumpe marte hai pyar to thik hai shadi se darte hai shadi se pahale to sab achha lagta hai sari umar ko phir rona padta hai inhi adao par to haye apna dil aaya hai isiliye mummy ne meri tumhe chay pe bulaya hai panchhi akela dekh mujhe ye jal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chay pe bulaya hai are nahi baba shayad meri shadi ka khayal dil me aaya hai isiliye mummy ne meri tumhe chay pe bulaya hai tumhe meri qasam aaoge na nahi bilkul nahi, haan teri qasam aaunga
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Souten (1983)
- Composer: Usha Khanna
- Lyricist: Saawan Kumar
- Actor: Rajesh Khanna
- Actor: Tina Munim
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Padmini Kolhapure
- Actor: Shreeram Lagoo
- Actor: Pran
- Actor: Vijay Arora
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Roopesh Kumar
- Actor: Shashikala
- Actor: Sudhir Dalvi
- Actor: T P Jain
- Actor: Yunus Parvez
- Actor: Nitin Sethi
Song video
singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
actor: Rajesh Khanna, Tina Munim