Roman script

shayad mai zindagi ki sahar le ke aa gaya

qatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya

ta umr dhundta raha manzil mai ishq ki

ta umr dhundta raha manzil mai ishq ki

anjaam ye ke garde safar le ke aa gaya

anjaam ye ke garde safar le ke aa gaya

qatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya

nashtar hai mere haath mein kandho pe maikada

lo mai ilaaje dard-e-zigar le ke aa gaya

lo mai ilaaje dard-e-zigar le ke aa gaya

qatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya

fakir sanam maikade mein na aata mai lautkar

ik zakhm bhar gaya tha idhar le ke aa gaya

ik zakhm bhar gaya tha idhar le ke aa gaya

shayad mai zindagi ki sahar le ke aa gaya

qatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya

Explore this song