Roman script

shayad koi bahana

shayad koi bahana, banaoge aaj bhi

shayad koi bahana, banaoge aaj bhi

jhuthi kasam safai, se khaoge aaj bhi

shayad koi bahana, banaoge aaaj bhi

jhuthi kasam safai se, khaoge aaj bhi

shayad koi bahana

tarif kar rahe ho, meri tum jo is kadar

tarif kar rahe ho, meri tum jo is kadar

tarif kar rahe ho, meri tum jo is kadar

lagta hain lagta hain

lagta hain jaldi chhod, ke jaoge aaj bhi

shayad koi bahana, banaoge aaj bhi

shayad koi bahana

kyun muskura rahe, ho koi bat hain zarur

kyun muskura rahe, ho koi bat hain zarur

kyun mushkura rahe, ho koi bat hain zarur

shayad shayad

shayad nayi adda se, sataoge aaj bhi

shayad koi bahana, banaoge aaj bhi

shayad koi bahana

karte to hain yakeen, magar jante hai hum

jante hai hum u u u

karte to hain yakeen, magar jante hai hum

karte to hain yakeen, magar jante hai hum

ane ka ane ka

ane ka karke wada, na aoge aaj bhi

shayad koi bahana, banaoge aaj bhi

jhuthi kasam safai, se khaoge aaj bhi

shayad koi bahana, banaoge aaj bhi

shayad koi bahana, banaoge aaj bhi

shayad koi bahana

Explore this song