Roman script

shauq khwab ka hai wo nind aaye na

shauq khwab ka hai wo nind aaye na

jhut bolta hai roz roz aainaa

shauq khwab hai wo nind aaye na

jhut bolta hai roz roz aainaa

sans jo sulagti hai 

sans jo sulagti hai to aankh jalti hai

kya pata ye dil ki hai ya meri galti hai

kisko mai mana karu dua uda aaye na

jhut bolta hai roz roz aainaa

shauq khwab hai wo nind aaye na

nukata chi hai dil mera

nukata chi hai dil mera mujhe sukun nahi

mai kahu ke yu do dil kahe ke yu nahi

janti hu sab magar samaz me aaye na

jhut bolta hai roz roz aainaa

shauq khwab hai wo nind aaye na

Explore this song