Roman script

sharam aane lagi sharam aane lagi

sharam aane lagi sharam aane lagi

sharam aane lagi sharam aane lagi

haye mujhko achanak ye kya ho gaya

haye mujhko achanak ye kya ho gaya

bewajah yuhi mai muskurane lagi

bewajah yuhi mai muskurane lagi

haye mujhko achanak ye kya ho gaya

haye mujhko achanak ye kya ho gaya

sharam aane lagi sharam aane lagi

sharam aane lagi sharam aane lagi

lambi ho gayi choti, ho mera joban mehka

nain hue kajrare, matwala man behka

badli chaal meri badla rang mera

rup ki dhup khili, nikhra ang mera

chhup ke aa gayi jawani

sharam aane lagi sharam aane lagi

sharam aane lagi sharam aane lagi

haye mujhko achanak ye kya ho gaya

haye mujhko achanak ye kya ho gaya

sharam aane lagi sharam aane lagi

sharam aane lagi sharam aane lagi

mana dil ka kehna, o pehna laaz ka gehna

mai baago ki titli ghunghta odh ke nikli

mai to bechain hui jab se aankh ladi

mere bhi hosh ude jab se baat badhi

dunia lagti suhani

sharam aane lagi sharam aane lagi

sharam aane lagi sharam aane lagi

haye mujhko achanak ye kya ho gaya

haye mujhko achanak ye kya ho gaya

bewajah yuhi mai muskurane lagi

bewajah yuhi mai muskurane lagi

haye mujhko achanak ye kya ho gaya

haye mujhko achanak ye kya ho gaya

sharam aane lagi sharam aane lagi

sharam aane lagi sharam aane lagi

sharam aane lagi sharam aane lagi

Explore this song