Roman script

jindagi ke gum bhulane ke liye

sharab ka sahara maine le liya

sharab ka sahara maine le liya

bekhudi me dub jane ke liye

sharab ka sahara maine le liya

sharab ka sahara maine le liya

bite din kuch is tarah yad aa gaye

bite din kuch is tarah yad aa gaye

meri aankho me andhere cha gaye

in andhero ko hatane ke liye

sharab ka sahara maine le liya

sharab ka sahara maine le liya

Explore this song