Roman script

sharab e ishk ke aage maja kya kadwe pani ka

nasha samjho na tum jalim nasha hai ye jawani ka

muskurati jindagi ko chhod ke na ja

dil hamari arazu ka tod ke na ja

aankho ki lila bhar de jara

aankho ki lila bhar de jara aaja aaja sakiya

husn benakab hai ishk par shabab hai

ishk par shabab hai

chand ka jawab mai hu mera kya jawab hai

mera kya jawab hai aise me dilbar muh na chupa

aise me dilbar muh na chupa aaja aaja sakiya

tu hai dil ke taar me dard ki pukar me 

dard ki pukar me

mujhpe yu sitam na kar is jawan bahar me

is jawan bahar me thukra na mujhko aye jalima

thukra na mujhko aye jalima

Explore this song