Roman script

hath mat rakh pyala mera bhar de sathi 

subah aur sham se gaasil mujhe kar de sathi

chhi chhi ye jo peene ki aadat aam ho gayi

ye jo peene ki aadat aam ho gayi

tobba tobba sharab badnaam ho gayi

tobba tobba sharab badnaam ho gayi

ye jo peene ki aadat aam ho gayi

tobba tobba sharab badnaam ho gayi

tobba tobba sharab badnaam ho gayi

hum nahi kahte peena haram hai ye hum nahi kahte

koi bura kaam hai ye hum nahi kahte

are bura vo sharab ki jo burayi jo kare

are bura vo sharab ki jo burayi jo kare

are uss se bura vo jo pee pee ke mare

sharab hai sharab koi paani to nahi

sharab hai sharab koi paani to nahi

ki jitni chahe pee li jab shaam ho gayi

tobba tobba sharab badnaam ho gayi

tobba tobba sharab badnaam ho gayi

koi humse sihke peene ka tarika koi humse sikhe

jeene ka salikha koi humse sikhe

chand raat ho yaar sath ho

chand raat ho yaar sath ho dil se dil ki koi baat ho

aankho ke gulabi koi dekh ke chalo

aankho ke gulabi koi dekh ke chalo

mahaki hui julfo se dekh ke chalo

jo pyar me nasha hai vo sharab me nahi

jo pyar me nasha hai vo sharab me nahi

ye duniya jhuthe nashe ki gulaam ho gayi

tobba tobba sharab badnaam ho gayi

tobba tobba sharab badnaam ho gayi

ye jo peene ki aadat aam ho gayi

tobba tobba sharab badnaam ho gayi

tobba tobba sharab badnaam ho gayi

Explore this song