Roman script

shankar bhole, shankar bhole 

dwar tumhare abla nari aayi

shankar bhole, shankar bhole 

nain aarti aaj utare

nain aarti aaj utare

kabse aansu tumhe pukare

kabse aansu tumhe pukare

man ki saanso se puja ki

man ki saanso se puja ki

maine jyot jalayi

shankar bhole, shankar bhole 

lakh jatan main kar kar haari

lakh jatan main kar kar haari

ab to mujhko aas tumhari

ab to mujhko aas tumhari

tumne kitni ablao ki

tumne kitni ablao ki

dukh me laaj bachai

shankar bhole, shankar bhole 

ghir aaya tufan bacha lo

ghir aaya tufan bacha lo

tumhi ab patwar sambhalo

tumhi ab patwar sambhalo

tumne dagmag jivan naiya

tumne dagmag jivan naiya

lakho paar lagai

dwar tumhare abla nari aayi

shankar bhole, shankar bhole 

shankar bhole, shankar bhole

Explore this song