Roman script

shamme mazar thi na koi sau gawaar tha

tum jis pe ro rahe the wo kiska mazar tha

shamme mazar thi na koi sau gawaar tha

tadpunga umr bhar dil-e-marhum ke liye

tadpunga umr bhar dil-e-marhum ke liye

kambakht namurad ladakpan ka yaar tha

tum jis pe ro rahe the wo kiska mazar tha

shamme mazar thi na koi sau gawaar tha

jaadu hai ya tilism tumhari juban me

jaadu hai ya tilism tumhari juban me

tum jhut keh rahe the mujhe aitbaar tha

shamme mazar thi na koi sau gawaar tha

kya kya hamari sajde ki ruswaiya huyi

kya kya hamari sajde ki ruswaiya huyi

nakshe kadam kisi ka sare rehguzaar tha

tum jis pe ro rahe the wo kiska mazar tha

shamme mazar thi na koi sau gawaar tha

Explore this song