Roman script

shamma shamma jale, guncha guncha pale

shamma shamma jale, guncha guncha pale

sau saalon mein, sau paimaano mein

sau rangon mein dhale 

sau saalon mein, sau paimaano mein

sau rangon mein dhale

mera to charcha hai yaha waha

mera to aashiq hai saara jaha

mera to charcha hai yaha waha

mera to aashiq hai saara jaha

wo mujhko chaahe yeh mujhko chaahe

main hoon kawaari kali

wo mujhko chaahe yeh mujhko chaahe

main hoon kawaari kali

khalibali, khalibali, khalibali, khalibali 

mera mera mera mera, nasha nasha nasha nasha

mera mera mera mera aisa nasha

oy bacha bacha bacha bacha, koi nahi bacha bacha

koi nahi koi nahi mujhase bacha

chaahe deewaano ki najar ho, parwaano ka jigar ho

wo mujhko chaahe yeh mujhko chaahe

main hoon kawaari kali

khalibali, khalibali, khalibali, khalibali

shamma shamma jale, guncha guncha pale

shamma shamma jale, guncha guncha pale

kabhi kabhi naram naram, kabhi kabhi garam garam

kabhi kabhi cool cool rehati hoon main

jara jara sard sard, jara jara jard jard 

jara jara tej tej behati hoon main

wo chaahe dilbar ho ya diljala ho

wo chaahe mastaana manchala ho

wo mujhko chaahe ye mujhko chaahe

main hoon kawaari kali

khalibali, khalibali, khalibali, khalibali

Explore this song