Roman script

shamma jalaye rakhna, shamma jalaye rakhna

jab tak ki main na aau 

jab tak ki main na aau 

khud ko bachaye rakhna, khud ko bachaye rakhan 

jab tak ki main na aau 

jab tak ki main na aau 

shamma jalaye rakhna, shamma jalaye rakhna

jab tak ki main na aau 

jab tak ki main na aau 

zinda dilo se duniya, zinda sada rahi hain 

zinda sada rahi hain 

mehfil sajaye rakhna, jab tak ki main na aau 

jab tak ki main na aau

shamma jalaye rakhna, jab tak ki main na aau 

jab tak ki main na aau 

ye waqt intihaan hain, sab karaar o dil ka 

sab karaar o dil ka 

aansu chhupaye rakhna, aansu chhupaye rakhna 

jab tak ki main na aau 

jab tak ki main na aau 

shamma jalaye rakhna, jab tak ki main na aau 

jab tak ki main na aau 

ham tum milenge aise jaise juda nahi the 

ham tum milenge aise jaise juda nahi the 

saanse bachaye rekhna, sanase bachaye rakhna 

jab tak ki main na aau 

jab tak ki main na aau 

jab tak ki main na aau 

jab tak ki main na aau

Explore this song