Roman script

shama jalti hai to parwane chale jate hai 
chale jate hai 

sar ke bal ishq ke diwane chale aate hai 

chale aate hai 
shama jalti hai to parwane chale jate hai 
chale jate hai 
kaun ye dil me basa hai ke mere hotho par 

gungunate hue afsane chale aate hai 
gungunate hue afsane chale aate hai 
chale aate hai 
shama jalti hai to parwane chale jate hai 
chale jate hai 
aa gale milke kare pyr ki do do baate 
aa gale milke kare pyr ki do do baate 
phul kaato ko ye samjhane chale aate hai 
phul kaato ko ye samjhane chale aate hai 
chale aate hai 
shama jalti hai to parwane chale jate hai 
chale jate hai 
dil ko to pahali najar hi me banaya apna 

mujhko bhi apna wo banane chale aate hai 

Song details