Roman script

shama jali armano ki jan gayi parwano ki

tune na jani itni kahani hm diwano ki

shama jali armano ki jan gayi parwano ki

tune na jani itni kahani hm diwano ki 

ho shama jali armano ki

rang bhari rate ho teri din ho mastane tere liye 

mangi dua tere parwane barse khusiya asmano ki

shama jali armano ki jan gayi parwano ki

tune na jani itni kahani hm diwano ki

ho shama jali armano ki

di ki lagi sara sara din hamko tadpaye

tere liye paya hai ye gum tu hi thukraye

teri najar me ye kadar hai ham begano ki

ho shama jali armano ki

jalte hai ham sholo ki tarah ahe bharte hai

jisne kiye dekho ye sitam uspe marte hai

ye kya ada hai ap jaise meharbano ki

shama jali armano ki jan gayi parwano ki

tune na jani itni kahani hm diwano ki

ho shama jali armano ki

Explore this song