Roman script

shairi me ho gaya diwana

shairi me ho gaya diwana

janeman mujhe tune pagal kiya

dard kya meri dhadkano ko diya

dekha tujhe, dekha tujhe jab se dekha tujhe 

dil ne kaha mere dil ne kaha tujhsa na koi yaha

shairi me ho gaya diwana

shairi me ho gaya diwana

aankho se bol gayi, raaze wafa khol gayi

aankho se bol gayi, raaze wafa khol gayi

chhoad de sharmana yu na palke jhuka

kyu bhala tadpana meri baho me aa

jana tujhe jana tujhe jab se jana tujhe

dil ne kaha mere dil ne kaha tujhsa na koi yaha

shairi me ho gaya diwana

shairi me ho gaya diwana

tanhayi mast shama us pe tera husn jawa

tanhayi mast shama us pe tera husn jawa

kali kali rahe jaise kajal tera

makhmali haryali jaise aachal tera

chaha tujhe, chaha tujhe jab se chaha tujhe 

dil ne kaha mere dil ne kaha tujhsa na koi yaha

shairi me ho gaya diwana

shairi me ho gayi diwani 

janeman mujhe tune pagal kiya

dard kya meri dhadkano ko diya

dekh tujhe, dekh tujhe jab se dekha tujhe 

dil ne kaha mere dil ne kaha tujhsa na koi yaha

Explore this song