Roman script

are re re are ha bhaiya  ye kya bhul baliya re baba

sahro me  se sahar suna sahar calcutta

gali gali bhul bhulaiya bhul gaya hum kho gaye

desh me pardesi ho gaye

sahro me  se sahar suna sahar calcutta

gali gali bhul bhulaiya bhul gaya hum kho gaye

desh me pardesi ho gaye

naam ke sath me kaam ka bhaiya sang na dekha koi

chau rangi bazar to dekha rang na dekha koi

dekho kaise bhaage riksa wala banke gauda

niche ganga, upar danga thoda brize hai lamba chouda

samjhe bhaiya sahro me  se sahar suna sahar calcutta

gali gali bhul bhulaiya bhul gaya hum kho gaye

ho desh me pardesi ho gaye re bandu desh me pardesi ho gaye

jaise gokul mathura kashi jaise  gokul mathura kashi

makhan chor ki bhumi aise neta ji bhumi ye tagore ki bhumi

mil jhul ke sab jeena sikho jeevan khel tamasha

ek hamara desh hai chahe bolo koi bhasha

sahro me se sahar suna sahar calcutta 

gali gali bhul bhulaiya bhul gaya

hum kho gaye ho desh me pardesi ho 

gaye hum u desh me pardesi ho gaye

shyam bazar me sham bhai  par shyam najar na aaye

na radha bazar radha ke darshan paaye taali gunj me taali hai

na baali gunj me baali  lekin kaali gaat me dekhi mata kali

sahro me  se sahar suna sahar calcutta 

gali gali bhul gaya hum kho gaye

ho desh me pardesi ho gaye o bandu desh me pardesi ho gaye

Explore this song