Roman script

sehre ki ladiyaan shaan ki

raunak hai saare jahaan ki

sehre ki ladiyaan shaan ki

raunak hai saare jahaan ki

dholak baje thumka lage

shaadi hai baba khaan ki

dholak baje thumka lage

shaadi hai baba khaan ki

ghode pe dulha dulhe pe sehra

sehra wafaao ka, sehra wafaao ka

ghode pe dulha dulhe pe sehra

sehra wafaao ka, sehra wafaao ka

aaye hai lekar, saare baaraati

aaye hai lekar, saare baaraati

tohfaa duaao kaa

sehre ki ladiyaan shaan ki

raunak hai saare jahaan ki

dholak baje thumka lage

shaadi hai baba khaan ki

dholak baje thumka lage

shaadi hai baba khaan ki

sab ki tamanna hariyala banna

khushiya manao ji, khushiya manao ji

sab ki tamanna hariyala banna

khushiya manao ji, khushiya manao ji

baba humaare, baanke nayaare

baba humaare, baanke nayaare

darshan ko aao ji

sehre ki ladiyaan shaan ki

raunak hai saare jahaan ki

dholak baje thumka lage

shaadi hai baba khaan ki

dholak baje thumka lage

shaadi hai baba khaan ki

raani ko lene raja chala hai

mela hai basti mein ho

mela hai basti mein ho

raani ko lene raja chala hai

mela hai basti mein ho

mela hai basti mein ho

chaandi ki thaali, sone ke jewar

chaandi ki thaali, sone ke jewar

basti hai masti mein

sehre ki ladiyaan shaan ki

raunak hai saare jahaan ki

dholak baje thumka lage

shaadi hai baba khaan ki

dholak baje thumka lage

shaadi hai baba khaan ki

sehre ki ladiyaan shaan ki

raunak hai saare jahaan ki

dholak baje thumka lage

shaadi hai baba khaan ki

dholak baje thumka lage

shaadi hai baba khaan ki

Explore this song