Roman script

maange hai maa baap duayein

aaye khushi ki ye bela

apne ho jo sath to

sajta shaguno ka mela

o ho hoho ho

o ho hoho ho

aayi hai nasibo wali ye ghadiya

khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya

khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya

aayi hai nasibo wali ye ghadiya

khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya

khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya

o ho hoho ho

o ho hoho ho

o ho hoho ho

o ho hoho ho

laal mere ki huyi sagai

dene aaye log badhai

meri beti gale lagai

tune yaari khub nibhai

ha laal mere ki huyi sagai

dene aaye log badhai

meri beti gale lagai

tune yaari khub nibhai

ho yaara kahta hai ye dil mera

ho rab teri khair kare

ho rab teri khair kare

ho chum lu main ye shahar ki ladiya

khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya

khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya

o ho hoho ho

o ho hoho ho

ha padh likh ke jab bada banega

apne dukho ka daur mitega

hum bhi chalenge sar ko uthake

humko zamana sahab kahega

ha padh likh ke jab bada banega

apne dukho ka daur mitega

hum bhi chalenge sar ko uthake

humko zamana sahab kahega

tu hai hum sabka aasra

rab teri khair kare

ho rab teri khair kare

dil me ummedo ki khili kaliya

khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya

khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya

o ho hoho ho

o ho hoho ho

o ho hoho ho

o ho hoho ho

sehare ki ladiya kare ishare

shaguno ke din aaye pyare

naachne wale gaane wale

dete duayein milke sare

sehare ki ladiya kare ishare

shaguno ke din aaye pyare

naachne wale gaane wale

dete duayein milke sare

rahe bhag chamakta tera

ho rab teri khair kare

ho rab teri khair kare

ghar me rahe khushiya hi khushiya

khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya

khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya

aayi hai nasibo wali ye ghadiya

khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya

khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya

o ho hoho ho

o ho hoho ho

o ho hoho ho

o ho hoho ho

Explore this song