Roman script

shabnami shabnami

shabnami sham hai sathiya 

shabnami shabnami

shabnami sham hai sathiya 

ye hawa yuhi nagme

sunati rahe

tu zuba se mujhe 

jo nahi kah saka 

tu zuba se mujhe 

jo nahi kah saka

teri dhadkan wo batein

batati rahe 

shabnami shabnami

shabnami sham hai sathiya 

ab to manzil meri 

teri raahon me hai 

meri jannat piya 

teri baho mein hai

ab to manzil meri 

teri raahon me hai 

meri jannat piya 

teri bahon me hai 

teri behki hui 

sans har pal yuhi

teri behki hui

sans har pal yuhi

meri julfo ki khushbu

churati rahe 

shabnami shabnami

shabnami sham hai sathiya 

kis tarah aaj tu 

mera khwabo me hai 

mor ka pankh 

jaise kitabo me hai

kis tarah aaj tu mera 

khwabo me hai 

mor ka pankh 

jaise kitabo me hai

mere khwabo ke 

kagaz pe chahat yuhi 

mere khwabo ke 

kagaz pe chahat yuhi 

tera masum chehra banati rahe

shabnami shabnami

shabnami sham hai sathiya 

ye hawa yuhi nagme

sunati rahe

tu zuba se mujhe 

jo nahi kah saka 

ye hawa yuhi nagme 

teri dhadkan wo batein

batati rahi

shabnami shabnami

shabnami sham hai sathiya 

shabnami shabnami

shabnami sham hai sathiya

Explore this song