Roman script

shabnam ka ye katra hai yaad ka ek sharara

pyar mohabbat kahta hai jisko ye zamana sara

shabnam ka ye katra hai

shak ek begana hota hai apno ki mehfil me

aankho me kya dhund rahe ho jhanko mere dil me

dil me

aankhe hai do chamkile pathar dil hai ek sitara

pyar mohabbat kahta hai jisko ye zamana sara

shabnam ka ye katra hai yaad ka ek sharara

pyar mohabbat kahta hai jisko ye zamana sara

ye zamana sara 

ye zamana sara 

ye zamana sara

Explore this song