Roman script

shabba shabba kya raat hai, shabba shabba kya raat hai

dil khone do phir ho jo ho 

dil me koi chor ghusa kisi ki nind luti 

kisi ka chain luta, aaya kya aaya maja

shabba shabba shabba shabba

chor koi dil me pahli baar aa gaya 

aisa chor jispe mujhe pyar aa gaya 

chain mera luta nind meri lut li 

phir bhi dil ko uspe aetbaar aa gaya 

ye jaane wo lut jaaye jo 

dil me koi chor ghusa kisi ki nind luti 

kisi ka chain luta, aaya kya aaya maja

dil khone do phir ho jo ho  

shabba shabba kya raat hai, shabba shabba kya raat hai

shabba shabba kya raat hai, shabba shabba kya raat hai

shabba shabba shabba shabba

aankh mili milke jhuki teer chal gaya 

hum sambhal sake na jawa dil sambhal gaya 

ang ang aag lagi saans jal uthi 

dard utha aisa mera dum nikal gaya 

dil chaahe jo wo hone do 

dil me koi chor ghoosa kisi ki nind luti 

kisi ka chain luta, aaya kya aaya maja

dil khone do phir ho jo ho  

shabba shabba kya raat hai, shabba shabba kya raat hai

shabba shabba kya raat hai, shabba shabba kya raat hai

dil khone do phir ho jo ho  

dil me koi chor ghusa kisi ki nind luti 

kisi ka chain luta, aaya kya aaya maja

dil khone do phir ho jo ho  

shabba shabba kya raat hai, shabba shabba kya raat hai

shabba shabba kya raat hai, shabba shabba kya raat hai

Explore this song