Roman script

ye bejaan cheejo ki feeki numaish

ye unche ye kahi yaa, ye taare hata do ?

jahaan se gujarna hain, us maizabee ko

waha mere sine ki, dhadkan bichha do

shabab par hain jawani, nazar lage na kahi

bane na koi kahaani, nazar lage na kahi

shabab par hai jawani, nazar lage na kahi

nazar thaeharti nahi wo shabaab paya hain

nazar thaharti nahi wo shabaab paya hain

bahaar bharti hain paani, nazar lage na khai

bane na koi kahani nazar lage na kahi

shabab par hai jawani, nazar lage na kahi

andheri raat me raaho pe yu na nikala kar

tu chaandni ki hain raani, nazar lage na kahi

bane na koi kahani, nazar lage na kahi

shabab par hai jawani, nazar lage na kahi

dhanak sitaare ghata roshni sabaa khushboo

ye sab teri nishaani, nazar lage na kahi

ye sab teri nishaani, nazar lage na kahi

bane na koi kahani, nazar lage na kahi

shabab par hain jawani, nazar lage na kahi

bane na koi kahani, nazar lage na kahi

shabab par hain jawani, nazar lage na kahi

Explore this song