Roman script

shab-e-gam meri aankhke 

hay kis kis ke liye tarse 

na tum aaye na maut aai 

na chain aaya na khwaab aaya 

aa aa aa aa 

bada hi beiman balma 

dil le ke kadar nahi jani 

bada hi beiman balma 

dil le ke kadar nahi jani 

bada hi beiman balma 

dekha re pyar tera, dekhe tere vade 

dekha re pyar tera, dekhe tere vade 

saiya kuchh aur hi hain tere to irade 

saiya kuchh aur hi hain tere to irade 

sab kuchh jane fir bhi na mane 

hay dil to hain aisa nadan balma 

bada hi beiman balma 

dil le ke kadar nahi jani 

bada hi beiman balma 

maine to pyar kiya sara jag chhod ke 

maine to pyar kiya sara jag chhod ke 

hua kisi aur ka tu, mera dil tod ke 

hua kisi aur ka tu, mera dil tod ke 

kahe tadpaye, kahe re jalaye 

hay meri nanhi si jaan balma 

bada hi beiman balma 

dil le ke kadar nahi jani 

bada hi beiman balma 

dil le ke kadar nahi jani 

bada hi beiman balma

Explore this song