Roman script

shayad main zindagi ki sahar leke aa gaya

kaatil ko aaj apne hi ghar leke aa gaya

taa umr dhundhta raha manzil main ishq ki

anjaam deke gard e safar leke aa gaya

anjaam deke gard e safar leke aa gaya

kaatil ko aaj apne hi ghar leke aa gaya

nashtar hai mere hath me kandho pe maikada 

lo main ilaaj e dard e jigar leke aa gaya

lo main ilaaj e dard e jigar leke aa gaya

kaatil ko aaj apne hi ghar leke aa gaya

faakir sanam kade me na aata main lautkar

ek zakhm bhar gaya tha idhar leke aa gaya

ek zakhm bhar gaya tha idhar leke aa gaya

shayad main zindagi ki sahar leke aa gaya

kaatil ko aaj apne hi ghar leke aa gaya

Explore this song