Roman script

shaam-o-seher mujhe tu hi tu aaye bas nazar

teri hi dhun mein rahu har waqt hai tera hi asar

shabnam ke kuch karte aankho mein aa gaye

yado ke bite pal jab dil pe chha gaye

shaam-o-seher mujhe tu hi tu aaye bas nazar

teri hi dhun mein rahu har waqt hai tera hi asar

phir wahi pe main khada hu, bin tere hu akela

jindagi ka kya bharosha, pani ka hai rela

phir wahi pe main khada hu, bin tere hu akela

jindagi ka kya bharosa, pani ka hai rela

aa lagaale mujhko dil se, dekh tanha hu main

har ghadi har pal tujhe ab yaad karta hu main

shaam-o-seher mujhe tu hi tu aaye bas nazar

teri hi dhun mein rahu har waqt hai tera hi asar

khud se main kyu hu khafa sa, jane na man ye mera

noor sa ik aa raha hai, hai ye ehsaas tera

maine apne sare sapne naam tere kiye

aarju hai mere dil ki bas tere hi liye

shaam-o-seher mujhe tu hi tu aaye bas nazar

teri hi dhun mein rahu har waqt hai tera hi asar

shabnam ke kuchh karte aankho mein aa gaye

yaado ke beete pal jab dil pe chha gaye

shaam-o-seher mujhe tu hi tu aaye bas nazar

teri hi dhun mein rahu har waqt hai tera hi asar

Explore this song