Roman script

jiski chahat ka ehsaas

rahta jo aankho ke paas

aaj wo mujhko mil gaya

pehle pyaar ki raaho mein

bas uski nigaho mein

mera dil chupke chupke kho gaya

ae jiski chahat ka ehsaas

rahta jo aankho ke paas

aaj wo mujhko mil gaya

pehle pyaar ki raaho mein

bas uski nigaho mein

mera dil chupke chupke kho gaya

maine maan liya hai usko

maine jaan liya hai usko

maine maan liya hai usko

maine jaan liya hai usko

wo hai meri zindagi

pehchan liya hai usko

bante bante baat

lekar ab hatho mein hath

nata janam janam ka ho gaya

hey pehle pyaar ki raaho mein

bas uski nigaho mein

mera dil chupke chupke kho gaya

apni bechaini ko main

chhupaunga bhala ab kaise

apni bechaini ko main

chhupaunga bhala ab kaise

ik pal jeena mushkil hai

ke halaat huye hai aise

ab to din ho chahe raat

har pal maangu uska saath

pyaar kuch aisa ho gaya

hey jiski chahat ka ehsaas

rahta jo aankho ke paas

aaj wo mujhko mil gaya

pehle pyaar ki raaho mein

bas uski nigaho mein

mera dil chupke chupke kho gaya

Explore this song