Roman script

shaam bhayi, chanashyaam na aae	- 3
sab ke kaam banate phirate	- 2
mujh dukhiyaa ke kaam na aae
shaam bhayi 
taar milan ke tut gae kyun	- 2
mujhase mere ruth gae kyun
nagar-nagar voh rahe ghumate
mere gokul gaam na aaye
shaam bhayi 
path herat, patharaa gayi ankhiyaan	- 2
murajhaai palako ki pakhiyaan
mai birahan ki ??? vyaakul
jisake raajaa raam na aaye
shaam bhayi

Song details