Roman script
Yo listen up now, school’s out. Hear the bell ring. Tera kya hoga I’m do my thing. I’ll be rich, dressed in bling. I’m a spread ishq can make you sing (x2 times) Gum koi aankhon mein jo meethe meethe sapne, kya yeh dil kare Pehle pehle din ki yeh nayi nayi subah, aao chill karein Gham ko chabatein jaaye, sabko ko batatein jaaye, apni hasratein Yaar mat bhoole jagah, hai yeh badi cool, suno suno zara let me say Bhoolenge hum toh nahin, sochenge hum bhi kabhi School ke yeh din sabhi aayenge na, na na na Seekhenge hum yeh yahin, hai kya galat kya sahi School ke yeh din sabhi aayenge na, na na na Aayenge na, aayenge na Yo listen up now, school’s out. Hear the bell ring. Tera kya hoga I’m do my thing. I’ll be rich, dressed in bling. I’m a spread ishq can make you sing Theory mein kamzor hai, practical champion Tod de hum deewaron ko, hai bones mein calcium Padhne se jo ho na ho, teacher se pyaar ho Future ho raste pe, aankhon mein stars ho.. Darr bare ghar chodhe, jo bhi mile usse chhede, masti mein chale Keede ban khaane lage aise kyun kitaabon ko, chasme lag gaye Science padhe, Arts padhe, din padhe-raat padhe, kuch bhi na padhe Sar pe jo dandey hain, syllabus gandhe hain, phir bhi hum kahe hain Bhoolenge hum toh nahin, sochenge hum bhi kabhi School ke yeh din sabhi aayenge Na, Na Na Na Seekhenge hum yeh yahin, hai kya galat kya sahi School ke yeh din sabhi aayenge na, na na na Aayenge na, aayenge na
Song details
- Singer: Suhail Kaul
- Singer: IshQ Bector
- Film / album: Always Kabhi Kabhi
- Composer: Pritam
- Lyricist: Amitabh Bhattacharya
singer: Suhail Kaul, IshQ Bector
cast: Zoa Morani, Giselli Monteiro, Ali Fazal, Satyajeet Dubey, Satish Shah, Lilette Dubey, Navneet Nishan, Vijay Raaz, Manoj Joshi, Mukesh Tiwari, Aakash Khurana
language: Hindi