Roman script

hawa ke jhoke aaj mausamo se ruth gaye

gulo ki shokhiya jo bhawre aake lut gaye

badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara

isi bahane kyun na main bhi dil ka hal zara

sawar loon sawar loon, sawar loon sawar loon

hawa ke jhoke aaj mausamo se ruth gaye

gulo ki shokhiya jo bhawre aake lut gaye

badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara

isi bahane kyun na main bhi dil ka hal zara

sawar loon haaye sawar loon, sawar loon haaye sawar loon

baramade purani hai nayi si dhup hai

jo palke khat khata raha hai kiska rup hai

shararate kare jo aise bhul ke hizab

kaise usko naam se main pukar lu

sawar loon sawar loon, sawar loon haaye sawar loon

ye sari koyale bani hai aaj dakiya

kuhu kuhu me chithiya padhe majakiya

ye sari koyale bani hai aaj dakiya

kuhu kuhu me chithiya padhe majakiya

inhe kaho ke na chhupaye kisme hai likha bataye

uski aaj main nazar utar lu

sawar loon haaye sawar loon, sawar loon sawar loon

hawa ke jhoke aaj mausamo se ruth gaye

gulo ki shokhiya jo bhawre aake lut gaye

badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara

isi bahane kyun na main bhi dil ka hal zara

Explore this song