Roman script

sawan ki raato me aisa bhi hota hain 

raahi koi bhula hua tufano me khoya hua

raah pe aa jata hain 

aisa bhi hota hain

sawan ki raato me aisa bhi hota hain 

sawan ki raato me

raahi koi bhula hua tufano me khoya hua

raah pe aa jata hain

sawan ki raato me aisa bhi hota hain 

sawan ki raato me

teri najar se ise dekh lu main

dil se mere tum ye mahsus kar lo

teri najar se ise dekh lu main

dil se mere tum ye mahsus kar lo

tufa ye mere dil se utha hain

chaho to tum apne daman me bhar lo

tufano me khoya hua ye raasta hain

sawan ki raato me aisa bhi hota hain 

sawan ki raato me

hara hua tha andhero ka raahi

manjil se pahle hi nind aa rahi thi

tum dur lekar chale aaye

warna mere charaago se lau ja rahi thi

tere liye jeete hain hum dil janta hain

sawan ki raato me aisa bhi hota hain 

sawan ki raato me

raahi koi bhula hua tufano me khoya hua

raah pe aa jata hain 

sawan ki raato me aisa bhi hota hain 

sawan ki raato me

Explore this song