Roman script

aaja re aaja re aaja

aaja re aaja re aaja

sau rupaiya ka ek smile mangta hai to aaja

apun ka to hai ye style mangta hai to aaja

sau rupaiya ka ek smile mangta hai to aaja

apun ka to hai ye style mangta hai to aaja

mumbai se calcutta, dilli se patna

charo taraf mera jalwa

mumbai se calcutta, dilli se patna

charo taraf mera jalwa

sari duniya apun ki kaayal

re mangta hai to aaja

sau rupaiya ka ek smile 

re mangta hai to aaja

aaja re aaja re aaja

aaja re aaja re aaja

honth gulaabi, aankhe sharabi

inme hai ek maikana

gin gin ke kaiko peeye sharabi

apun se kya sharmana

honth gulaabi, aankhe sharabi

inme hai ek maikana

gin gin ke kaiko peeye sharabi

apun se kya sharmana

kya chahiye aur ek botal

re mangta hai to aaja

sau rupaiya ka ek smile 

mangta hai to aaja

aaja re aaja re aaja

aaja re aaja re aaja

apun ke latke, apun ke jhatke

bijli si lehraai

akhkha shehar ko rakh dun hilaa ke

le lun agar angdaai

apun ke latke, apun ke jhatke

bijli si lehraai

akhkha shehar ko rakh dun hilaa ke

le lun agar angdaai

mera pyar to hai mobile

re mangta hai to aaja

sau rupaiya ka ek smile 

re mangta hai to aaja

mumbai se calcutta, dilli se patna

charo taraf mera jalwa

mumbai se calcutta, dilli se patna

charo taraf mera jalwa

sari duniya apun ki kaayal

re mangta hai to aaja

sau rupaiya ka ek smile 

mangta hai to aaja

Explore this song