Roman script

sau chand lage jab rab ke hath tera chehra ban gaya

kudrat se hui ye karamat tera chehra ban gaya

sau chand lage jab rab ke hath tera chehra ban gaya

kudrat se hui ye karamat tera chehra ban gaya

ye roshini ye chandni ho ke na ho kuch gham nahi

taro ka hai kam kya

har rat hogi abb chand rat tera chehra ban gaya

kudrat se hui ye karamat tera chehra ban gaya

ye roshini ye chandni ho ke na ho kuchh gham nahi

taro ka hai kam kya

sau chand lage jab rab ke hath tera chehra ban gaya

subh hoke shabnam sham ki lali kaliyo ki kamsin adaye

husn ki shokhi lahak phulo ki masumiyat aur wafaye

dhup ka aaina muskurati hina 

dhup ka aaina muskurati hina sadgi aur sharmo haya

sab milke khile jab ek sath tera chehra ban gaya

sau chand lage jab rab ke hath tera chehra ban gaya

jab sawan ki pehli rimjhim tera badan chumegi

noor kaha se chhalka itna din rat socha karegi

khushbuo se hawa badalo se ghata

khushbuo se hawa badalo se ghata

puchhti hai ye jadu hai kya hamne keh di haskar ye bat

tera chehra ban gaya

kudrat se huwi ye karamat tera chehra ban gaya

ye roshini ye chandni ho ke na ho kuch gam nahi

taro ka hai kam kya

sau chand lage jab rab ke hath tera chehra ban gaya

kudrat se huwi ye karamat tera chehra ban gaya

Explore this song