Roman script
Zindagi Bhi Patang Hai O Pyare Chal nikal ghar se pecha lada re Haar he pehle mat haar ja re Chal nikal ghar se pencha lada re Phurr-Phurr kar udti jaaye titli si masti mein [Phurr-Phurr kar udti jaaye titli si masti mein] Haan roz kabaddi khel ke aaye Baadal ki basti mein [Haan roz kabaddi khel ke aaye baadal ki basti mein] Dekh zara himmat hai kitni Kagaz ki kashti mein [Dekh zara himmat hai kitni kagaz ki kashti mein] O Rang patang ke shaamil tu apni hasti mein Zindagi Bhi Patang Hai O Pyare Chal nikal ghar se pencha lada re Haar he pehle mat haar ja re Chal nikal ghar se pecha lada re Chali chali re patang Chali chali re patang Chali chali re patang…..
Song details
- Film / album: Yeh Khula Aasmaan
- Composer: Anand-Milind
- Lyricist: Ravi Chopra
Song video
language: Hindi
music label: Unisys Music