Roman script

ek sanskari ladki ne dil pe daala daka

hum brahmchari ladko ka jis se bheeda taka

ek sanskari ladki ne dil pe daala daka

hum brahmchari ladko ka jis se bheeda taka

phir aan padi duvidha ki ghadi

jab sundari ki teer najar uske padoshi se ladi

phir kya hua phir

raat dhali humari agarbati jalake

raat dhali humari agarbati jalake

moj kare padoshi magar batti bujake

moj kare padoshi magar batti bujake

are dil jale aashiquo me chugalbandi machake

dil jale aashiquo me chugalbandi machake

moj kare padoshi magar batti bujake

satyanaas hay hay satyanaas

padoshi nigode hoga tera satyanaas

satya satya satyanaas hay hay satyanaas

padoshi nigode hoga tera satya satya satyanaas

hum banke rahe bhaiya kehlate magar saiya

khalim padoshi haiya aata na agar daiya

jis haseena pe mohalla tha fida

use bhaya kyu wahi kameena

ha kameene ne batori malayi

apni chahat ki dahi jammi na

sej suni humari foolpatti sajake

sej suni humari foolpatti sajake

moj kare padhoshi hay hay

moj kare padoshi magar batti bujake

raat dhali humari agarbati jalake

raat dhali humari agarbati jalake

moj kare padoshi magar batti bujake

moj kare padoshi magar batti bujake

satyanaas hay hay satyanaas

padoshi nigode hoga tera satyanaas

satya satya satyanaas hay hay satyanaas

padoshi nigode hoga tera satya satya satyanaas

Explore this song