Roman script

sathi mere sathi us duniya se is duniya tak 

tujhko dhundhe aayi sathi mere sathi 

us duniya se is duniya tak 

tujhko dhundhe aayi sathi re 

tu kaha hai kaha hai kaha hai kaha hai 

sach karne ko sapna tera 

layi hun main julfo ka andhera 

sach karne ko sapna tera 

layi hun main julfo ka andhera 

sathi re tu kaha hai kaha hai kaha hai 

sathi mere sathi us duniya se is duniya tak 

tujhko dhundhe aayi sathi re 

tu kaha hai kaha hai kaha hai kaha hai 

shamma jale parwana kaha hai 

dil hai yaha diwana kaha hai 

shamma jale parwana kaha hai 

dil hai yaha diwana kaha hai 

sathi re tu kaha hai kaha hai 

kaha hai kaha hai sathi mere sathi 

us duniya se is duniya tak 

tujhko dhundhe aayi sathi mere sathi 

us duniya se is duniya tak 

tujhko dhundhe aayi sathi re 

tu kaha hai kaha hai kaha hai kaha hai 

sadiyon se pyar ki mai pyasi 

pyas bujha se tu aaj zara si 

sadiyon se pyar ki mai pyasi 

pyas bujha se tu aaj zara si 

sathi re tu kaha hai kaha hai 

kaha hai kaha hai sathi mere sathi 

us duniya se is duniya tak 

tujhko dhundhe aayi sathi mere sathi 

us duniya se is duniya tak 

tujhko dhundhe aayi sathi re 

tu kaha hai kaha hai kaha hai kaha hai

Explore this song