Roman script

sarphira dil mera ab rukegaa kahaa

sarfaroshi ka iraada hai ab jhukega kahaa

jala hai seena taan ke

shaan se dil ka ye kaafilaa

he khud se hi haar ke jeetna

ab to har imtehaan

bichha de meri rahoon mein aye zindagi

mushkiloun ka safar hategi ab na kabhi

aye zindagi manziloun se nazar

sarphira dil mera ab rukegaa kahaa

sarfaroshi ka iraada hai

ab jhukega kahaa

khaak mein mil ke dil  katishe gul hua

jalte jaane ka iraada hai

ab bhujegaa kahaa

Explore this song