Roman script

suno na sangemarmar ki yeh minaare

kuch bhi nahi hai aage tumhare

suno na sangemarmar ki yeh minaare

kuch bhi nahi hai aage tumhare

aaj se dil pe mere raaj tumhara taj tumhara

suno na sangmarmar ki yeh minaare

bin tere maddham maddham

bhi chal rahi thi dhadkan

jab se mile tum hume

aanchal se tere bandhe dil ud raha hai

suno na aasmaano ke yeh sitaare

kuch bhi nahi hai aage tumhare

aaj se dil pe mere raaj tumhara taj tumhara

suno na sangemarmar ki yeh minaare

yeh dekho sapne mere nindo se hoke tere

raato se kehte hai lo

hum toh savere hai wo sach ho gaye jo

suno na do jahaano ke yeh nazaare

kuch bhi nahi hai aage tumhare

aaj se dil pe mere raaj tumhara taj tumhara

suno na sangemarmar ki yeh minaare

kuch bhi nahi hai aage tumhare

aaj se dil pe mere raaj tumhara taj tumhara

Explore this song